Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen
Rishtidaaro ke saat achcha sulook
Question
Mene aaj khwab dekha hai ke me bike chala raha hu khwaab me aur mere sath bhen bhi hai bhen ke bache bhi hai wo paidal chal rahae hai aur me bike pr unke sth rawan hn kbi apni bhanje ko betata hn kbi bhanje ko age aur uske bad pr wo chuti si jo gari hoti hai usme beta hn kbi bike pr tau brai mehrbani jwb zaror de.
Answer
Tamaam ristidaaro ke saat acha sulook owr bartaaw kare. Allah Ta'ala aap ku barkat naseeb farmae.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.