Khwaab ki ta'beer
Question
Khuwab mein bht dfa dekha hai k mera koi exam hai jo mein ksi b wja sy nai dy pati ya mjy usi din pta chalta hai k suba mera ppr hai aur meri tyari nai hti bht dfa many aisa khuwab dekha hai plz mjy iski tabeer bta den.
Answer
Aap apni namaaz ku waqt par parhe owr tamaam na mahram lowgo ke saat purda ka ihtimaam kare. Ye dunya imtihaan ki jaga he. Agar yaha paas huwa, to aakhirat me kaamiyaabi hogi. Apni zindagi ku Huzoor (Sallallahu Alayhi Wasallam) ki Sunnat tareeqe ke mutaabiq guzaarr owr gunaaho se parhez kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.