Khwaab
Question
Maine apne khwab mein apne dada ko dekha jo ek aatma ke roop mein aaye the wo achanak ghayab hojate the aur achanak saamne aajate the jab wo ghayab hojate the to sirf unki aawaz aati thi Unhone pehle mujhe daraya kuch khoufnak manzar dikha aur uske baad wo mujhse achi tareekhe se baat karne lage Achanak mere dada ko kuch logon ne pakadh kar kisi dargah pe legai jaise ke wo koi gunehgaar hai unhe dargah pe lekar gaye aur shayad unhe saza dene wale the aur mai neend se bedar hogaya Plz mujhs is khwab ki tabeer bataye.
Answer
Apne dada ke lia dua kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.