Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen
Shaadi ke baare me pareshaani
Question
Hum aap ku ye phoochna chahte hain hame rishte aate hain lekin pasand karte hain badmain kuch aisaa hi jata hain wo reject karte hain bataye hum kya kare.
Answer
Har cheez apne waqt par hota he. Banda ku chahiye ke har waqt wo Allah Tala ki taqdeer se khoosh rahe. Har namaaz ke bad ye dua parhe Allah Tala aasaan banaai.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
References (sources)
رَبِّ إِنِّي لِمَا أَنزَلْتَ إِلَيَّ مِنْ خَيْرٍ فَقِيْر
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.