Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen

Dil namaaz parhne ko nahi chahta

Roman Urdu
Urdu QuestionsNamaazNamaaz ki ahammiyyat

Question

Dil namaaz parhne ko nahi kar raha he, kya karu?

Answer

Namaaz ya kisee bhi fardh aur zaroori kaam keliye dil ke aamaadah hone keliye intizaar na kare. Aamadah ho to kare, aamaadah na ho to kare. Uski intizaar na kare. Bas ye dekho ke ye hukm kis ka he. Jab maloom he ke Khuda ka he to karlo. Aur ye khwah ma khwah ke khiyaalaat ki taraf dhiyaan na do.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.