Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen
Nikaah ka gawaah ka imaan par shak
Question
Agar kisi shakhs ko nikaah me gawaah banaya jaye to us shaks ne agar apni zindagi me koi aysi baat ki ho jis say uska imaan khatam ho gaya ho lekin na usse pata ho na jiska gawaah ban raha he usse pata ho to kiya nikaah ho jaye ga aur uski gawaahi mani jaye gi?
Answer
Nikaah ke waqt wo shaayad musalmaan tha. Kam se kam usne kalimah to parha ya namaaz me tashahhud parha, to woh musalmaan hoga insha Allah.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.