Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen

Shia ko zakaat dena

Roman Urdu
Urdu QuestionsZakaat ke masaailMasaarif

Question

Kiya Shia ko zakaat dai sakty hain agar needy ho?

Answer

Aaj kal ke Shia log Sahaabah Kiraam (radhiyallahu anhum) ko ghaali dete he aur wo ye bhi kehte he ke chand Sahaabah ke alaawa tamaam Sahaabah kaafir howe (aliyaazu billah). Issy tarah Shia log Quraan Majeed me tahreef karte he aur Quraan Majeed ke bohot si aayaat aur ahkaam ka inkaar bhi karte he. Aise log jo is tarah ka aqeeda rakte he kaafir he aur kaafir ko zakaat dena jaaiz nahi he.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.