Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen

Khwaab ki ta'beer

Roman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Me ne khawaab dekha ha ke meri left side ke nechay wala dant Jo ke ankh ke nechay ha toot ke meray hath ma aa Jata ha aur dant ke pechay wali side pay qurani elfaz likhay hain.

Answer

Kisi pareshaani ki taraf ishaarah he. Us pareshaani ka hal Qur'an owr Deen he. Jo Deen par chalega, us ki saari pareshaaniya door hojaegi Insha Allah.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.