Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen

Shaadi se pehle najaaiz talluqaat

Roman Urdu
Urdu QuestionsNaseehat

Question

Koi mujhe bohot chahta hai. Us se mera relation bhi ban gya hai. Hum dono bahut preshan hai. Aap koi dua bataye ke hm dono ki shadi ho jaye mere maa baap kabhi tayiyar nahi honge kyuki wo khan hai hm log syed hai. Please hum relation ki wajah se depresion me rahne lage hai mujhe lagta hai meri shadi unse ho jaye ar ye batayiye ke hm unka rupya apne upar kar skte hai ya unka rupya mere liye haram hai?

Answer

Shaadi se pehle koi relation karna sakht gunah he. Taubah karo.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.