Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen
Zamin ka problem
Question
Mein aapse madad ki guzaarish karta hoon. Maine apne saale to zamin ke silsile mein saath lakh rupaye ada kiye the paanch saal pehle, magar na hi unho ne zamin hamain di aur na hi paise waapas dene ka naam le rahe hai? Rizq ki bahot pareshani hain kyo ki kaafi mehnat se joda hua paise ada kiya. Aap pareshani ka hal batain inshallah.
Answer
Kisee ache bare ba athar shakhs jo aapke qareeb rehne wala ho uske paas apne mas'alah ko le jaao. Woh apne athar aur ta`alluqaat se insha-Allah aapki rehbari karsakta he.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.