Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen
Khwaab sachcha hona
Question
Meri umer 18 saal hai aur mera aap se bilkul simple question hai. Main poochna chahta hoon ke hum jo raat ko khwaab dekhtay hain wo jis kisam ka bhi ho tou khwaab ko kesay such banaya ja sakta hai? Is ke liye please esa tareeqa bataein jis se khwaab such ho jae?
Answer
Jo aadmi jitna ziyaadah sachcha aur amaanat daar aur dil ko saaf rakhe aur dhoka aur har qism ki khiyaanat se door hoga dil se bhi aur zabaan se bhi uske khwaab ziyaadah sachcha hoga insha-Allah.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.