Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen

Khwaab ki ta'beer

Roman Urdu
Urdu QuestionsKhwaabo ki Ta'beer

Question

Maine abhi apki site dekhi hai to apna khwaab aap ke saamne rakhna chahti hun. Maine khwaab mein andhera dekha hai aur usi andhere mein ek dress ka kapda adha kala adha golden rung ka dekha hai. Mai janna chhati hun ke iss khawaab ki taaber kia hai qu ke mai kafi dino se pareshan hun meri penssion ki kaarwai abhi tak mukamil nahi huwi jiss se maali pareshani hai.

Answer

Allah Ta'ala aap ki pareshaani door farmaenge.

And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.

Answered by
Mufti Zakaria Makada

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.