Mufti OnlineMufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen
Mazi nikalna
Question
Mera sawal ye he mujhe mazi ke qatray ate hai kissi larki se baat karlon ya phir koi cheez dekh lon aur jab ghusal karta hun jab bhi ate hai kiya is se ghusal waapis karna parey ga aur kiya mazi nikal jay tou kia ghusal karna parta hai?
Answer
Mazi se wudhu tootta he. Ghusal waajib nahi hota.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Zakaria Makada
- Checked & approved by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.