AskImamDarul Iftaa Mahmudiyyah (AskImam)

I was forced to sign a talaq document, has talaq taken place?

· 28 Jumada II 1437 AH2 min readFatwa 35393English
Jurisprudence and Rulings (Fiqh)

Question

Mairy shadi oct 2013 ko hui thi kuch dino ki bad mujhy ek zakham ho gaya Right side peeth main jis ko mairy sosral walo nay cancer smaj liya per hamari arzzo minnat karny per hamary rony girgirany per ki hum ko cancer nahi hai please rishta khatam mat kigie. way log dr ki pas ja kar mashwara kiya pata chala ki main such kaha raha hun tab aiy aur kaha 15 days ka time dai rahi hai kuch sharto per hum rishta continue karingy hum log nay ha kar dy. per do din bad phir chaly aie un ko larka milgaya tha zo hamari wife ka ex boy friend tha is lie un logo nay force fully divorce paper per sighn karaliya. agar main paper per sighn nahi karta to dowry case main fasana jata ghar makan bikwany ki dhamki di skht bizzat ki dhamki diy par ppet ki dhamki di Main skht bimar tha bed rest main tha ghar main akila tha kyon ki ghar ki sab log hospital gay hui thy hamary bhainoi ko dekhny wo hospital main admit thy mujhy geer kar zabardasti talaq nama per sighn karaliya gaya jis per teen talaq likha gaya tha na mainy kagaz parha na mainy zaban say bhi kuch kaha main sirf paper per sighn kya tha kya aisy halat main talaq waqi ho gai Allah ki wasty zabab dai quran wa sahi hadith ki hawala say.

Answer

In the Name of Allah, the Most Gracious, the Most Merciful.

As-salāmu ‘alaykum wa-rahmatullāhi wa-barakātuh.

Kindly explain what you mean by they surrounded you and forced you to sign the talaq document:

Did they hit you

Did they threaten to hit you

What happened when they surrounded you

Translation:

Bara`e mehrbani se wazahat farmadi`jye, jab unhone aap ko gherah aur majbur kiya talaq naame par dastakhat karnneka:

Kya unho ne aap ko maara

Kya unho ne aap ko maarne ka dhamki di

Jab unhone aap ko ghera us waqt kya huwa

And Allah Ta’āla Knows Best

Hafizurrahman Fatehmahomed

Student Darul Iftaa
Netherlands

Checked and Approved by,
Mufti Ebrahim Desai.

Answered by
Hafizurrahman Fatehmahomed
Checked & approved by
Mufti Ebrahim Desai
Ask AskImam

Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Darul Iftaa Mahmudiyyah (AskImam). It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.