Wasaawis ki wajah se pareshaani
Question
Muje waham aur wasawis ki bimari he me isse bahut pareshan rehta hu har chiz muje har chiz me tarah tarah doubt paresan karte rehte he isse me bahut confuse rehta hu kisi bhi kam kar ne ke andar khof mehsus karta hu please muje is pareshani nikal ne ka koi rasta bataiye kya doubt aur wasawis ke buniyad par kisi chiz ko chor sakte he shaytan purani bato ke wasawis dalta rehta he me ignore karne ki koshis karta hu lekin kuch nahi hota.
Answer
Namaazo ko paabandi se parhe aur taleem aur Qur'aan ki tilaawat subuh shaam ko kare.
And Allah Ta'ala (الله تعالى) knows best.
- Answered by
- Mufti Ebrahim Salejee (Isipingo Beach)
Fatawa SA is an independent, read-only index of fatawa already published by Mufti Online — Madrasah Ta'leemuddeen. It is not a fatwa service. For your own situation, ask the issuing Darul Ifta directly.